Best DNG Lightroom Presets Download

Hey Friends, WeIcome To My Website, I Hope Aap Sab Log Theek Hi Honge, To Friends Aaj Ke Is Article Me Aapko Ak Very Amazing DNG Lightroom  Presets Dene Wala Hu Aur Is Lightroom Presets Ki Help Se Aap Apni Photo Ko One Click Me Edit Kar Sakte Hain Jin Logon Ko Photo Edit Karna Kaafi Hard Lagta Hai Unke Liye Lightroom Presets Ak Accha Option Hain.  Presets Ko Kaise Download Karna Hai Aur Kaise Use Karna Hai Niche Diye Gaye Step Ko Follow Karen.

Join Telegram

 

Bright Black Color Tone Lightroom Presets

 

Lightroom Kya Hai, And Iske Futures Kya Hai

Lightroom Ak Photo Editing Ka Powerful App Hain, And Software Bhi. Is App Me Bahut Sare Tool Maujood Hai Jinkee Help Se Ham Photo Ko Kai Tarah Se Edit Kar Sakte Hain. Background Colour Change, Light Adjustment, Quality Increase, Presets, Retouching, Lightroom Ko Adobe Company Ke Dvaara Develop Kiya Gaya. Lightroom Ko Sabse Pahle PC, Apple MacBook, And Windows Ke Liye Launch Kiya Gaya. But Windows Platform Par Lightroom Ki Badi Success Hone Ke Bad Me Un Sabhi Logon Ke Liye Adobe Company Ke Dvaara Lightroom Mobile App Bhi Launch Kiya Gaya

Ager Aap Lightroom Me Or Jyada Futures Chahate Hai And Mobile Main Professional Tarike Se Photo Edit Karna Chahate Hain To Lightroom Premium App Bhi Buy Kar Sakte Hain. Jisme Ak Masking Features Me 7 Tool Select Subject, Sky Preview, Brush, Linear Gradient, Radial Gradient, Color Range, Luminance Range, Maujood Hai Yahe Duniya Me Kisi Bhi Mobile App Me Nahi Milega.

 

Cyan And Black Lightroom Presets

DNG Lightroom Presets Download

  • Niche Diye Gaye Download Button Par press Karke Then Download Button Par press Karen.
  • Kuch Second Wait Karke Continue to Download Par press Karen.
  • Video Watch Karke Password Enter Karen, And Submit Option Choose Karen.
  • Download DNG Option Choose Karen. Presets Aapki Gallery Me Save Ho Jayega.

DNG Lightroom Presets Use_ Method

  • Sabse Pahle Photo And Presets Ko Lightroom App Me Add Karen.
  • Ab Is Presets Ko Lightroom App Me Open Karen.
  • Then Right Side Me Uper Three Dot lcon Par press Karke Copy Settings Option Choose Karen.
  • Uske Bad Me Photo Ko Lightroom App Me Open Karen.
  • Then Three Dot lcon Option Par press Karke Paste Settings Option Choose Karen.
  • Ab Aap Dekh Rehe Hain Presets Aapki Photo Me Apply Ho Gaya, And Photo Kaafi Amazing Edit Ho Gayi.

 

Futures

  • One Click Me Photo Edit.
  • HD Quality.
  • Lightroom App Me Use Kar Sakte Hain.
  • Colour Retouching And Light Adjust
  • Premium Colour Effects.
  • Free Me Download Kar Sakte Hain.

 

PRESET Download

Conclusion

To Friends Aap Ko Yahe Best Dng Lightroom Presets Download Article/Post Kaisa Laga And Aage Aap Hamari Website Par Kis Type Ka Article/Post Padhna Chahate Hain Comments Me Jaroor Batayen.

Leave a Comment