Black And Orange Lightroom Presets | BRD Editz

Hello Guys Welcome To My Website, And Friends Is Post Me Aapko Bataunga Ki Aap Lightroom Mobile App Ka Use Karke Apni Me Black And Orange Colour Tone Effect Kaise Dal Sakte Hain. Aur Ager Aap Bahut Lazy Ho To Aapke Liye Ak Lightroom Ka Presets Bhi Hai. Jiskee Help Se Photo Ko Kam Time Me Edit Kar Sakte Ho. Vaise Kaafi Logon Ko Lightroom Se Photo Editing Karna Hard Lagta hai. Un Sab Ke Liye Lightroom Presets Ak Accha Option Hai. Kyoonki Presets Ke Ham One Click Me Editing Kar Sakte Hain. Black And Orange Lightroom Presets Download And Use Ke Liye. Is Post Lo Step By Step Kijiye.

Join Telegram

 

Lightroom App_ Hindi Information

Lightroom Ak Photo Editing Ka Powerful App Hain, And Software Bhi. Is App Me Bahut Sare Tool Maujood Hai Jinkee Help Se Ham Photo Ko Kai Tarah Se Edit Kar Sakte Hain. Background Colour Change, Light Adjustment, Quality Increase, Presets, Retouching, Lightroom Ko Adobe Company Ke Dvaara Develop Kiya Gaya. Lightroom Ko Sabse Pahle PC, Apple MacBook, And Windows Ke Liye Launch Kiya Gaya. But Windows Platform Par Lightroom Ki Badi Success Hone Ke Bad Me Un Sabhi Logon Ke Liye Adobe Company Ke Dvaara Lightroom Mobile App Bhi Launch Kiya Gaya.

 

Lightroom Masking Futures

To Friends Ager Aap Lightroom Me Or Jyada Futures Chahate Hai And Mobile Main Professional Tarike Se Photo Edit Karna Chahate Hain To Lightroom Premium App Bhi Buy Kar Sakte Hain. Jisme Ak Masking Features Me 7 Tool Select Subject, Sky Preview, Brush, Linear Gradient, Radial Gradient, Color Range, Luminance Range, Maujood Hai Yahe Duniya Ke Kisi Bhi Mobile App Me Nahi Milega.

 

 

Black And Orange Lightroom Presets Download

•Niche Diye Gaye Download Button Par Click Karen.

•Then Download Button Par Click Karen.

•Kuch Second Wait Karke Continue to Download Par Click Karen.

•Video Watch Karke Password Enter Karen, And Submit Option Choose Karen.

•Download DNG Option Par Click Karen. Presets Aapki Gallery Me Save Ho Jayega.

 

Black And Orange Lightroom Presets Use

•Sabse Pahle Photo And Presets Ko Lightroom App Me Add Karen.

•Ab Is Presets Ko Lightroom App Me Open Karen.

•Then Right Side Me Uper Three Dot lcon Par Click Karke Copy Settings Option Choose Karen.

•Uske Bad Me Photo Ko Lightroom App Me Open Karen.

•Then Three Dot lcon Option Par Click Karke Paste Settings Option Choose Karen.

•Ab Aap Dekh Rehe Hai Ki Presets Aapki Photo Me Apply Ho Gaya, And Photo Kaafi Amazing Edit Ho Gayi.

 

 

Lightroom Presets Ke Futures

•One Click Me Photo Edit.

•HD Quality.

•Lightroom App Me Use Kar Sakte Hain.

•Colour Retouching And Light Adjust

•Premium Colour Effects.

•Free Me Download Kar Sakte Hain.

   Download

 

Conclusion

To Friends Aapko Yahe Black And Orange Lightroom Presets Tutorial BRD Editz Article/Post Kaisa Laga And Aage Aap Hamari Website Par Kis Type Ka Article/Post Padhna Chahate Hain Comments Me Jarur Batayen.

Leave a Comment