Hello Guys Welcome To My New Article, To Friends Is Article Me Aapko Bataunga Ki Aap PhotoRoom, Autodesk And Lightroom App Ka Use Karke, CB Photo Editing Kaise Kar Sakte Hain. Aur Saath Me Ak CB Editing Ka Background Bhi Aapko Milega. CB Editing Karna Bahut Asaan Hain. Is Post Me Maine Easy Step Me Bataya Hain. CB Photo Editing Full HD Background Ko Download And Use Kaise Karen Hain. Is Article Ko Pura Read Kijiye. Aur Step By Step Follow Kijiye.
PhotoRoom App_ Hindi Information
To Friends Sabse Pahle Ham Jante Hai Ki PhotoRoom Kya Hain. PhotoRoom Ak Photo Editing App Hai Jin Ki Help Se Ham One Click Me Background Ko Erase Kar Sakte Hain, And Is Mein Kai Sare Background Uplabdh Hai Jin Ka Use Karke Aap Photo Ko Kaafi Unique & Attractive Edit Kar Sakte Hain. Is App Ko Use Karne Ke Liye Internet On Hona Jaruri Hai, Yahe Playstore Par Available Hai, Waha Se Easily Aap Download Kar Sakte Hain. Photo Edit Ke Liye Niche Diye Gaye Sabhi Step Ko Follow Kijiye.
Background Erase
1•Photo Ko Gallery Se PhotoRoom App Me Sare Karen.
2•Uske Bad Me Kuch Second Tak Wait Karen. Photo Cutting Hi Jayege.
3•Classic Option Ke Two Nomber Option Ko Choose Kijiye.
4• Right Side Me Download Arrow Par Click Karke, Save To Gallery Option Choose Karen.
CB Photo Editing Full HD Background Download And Use
Autodesk App_ Hindi Information
Autodesk Sketchbook Ak Rekha Chitr Ka And Photo Editing Ka Powerful App Hain. Is App Ko Sabse Pahle Sketch Banane Ke Liye Use Kiya Jata Tha, But Kaafi Time Bad Me Log Dhira Dhira Iska Use Photo Editing Ke Liye Karne Lagen. Wartman Time Me Autodesk Sketchbook App Ko Mobile Me Face Smooth & Skin Colour Change Ka Sabse Best App Mana Jata Hai. And Is App Ke Dvaara Photo Ke Background Ko HD Quality Me Badi Hi Asaani Se Erase Kar Sakte Hain. Autodesk Sketchbook App Me Pencil, Marker, Brush Jaise Tool Maujood Hai Jiskee Help Se Ham Ak Professional Art And Attractive Sketch Bana Sakte Hain, Yahe App Playstore Par Available Hai Easily Aap Download Kar Sakte Hain.
Photo Ka Background Change
•Sabse Pahle Photo Ko Autodesk Sketchbook App Me Open Karen.
•Uske Bad Lehar Option Par Click Karke Ak New Lehar Create Karen.
•Uper Me Se Two Nomber Option Par Click Karke.
•Import Image Par Click Karke, Apni Gallery Se Background Ko Add Karen.
•Ab Us Background Ko Apni Photo Par Set Karen.
•Uske Bad Me Then Lehar Option Par Click Karke, Background Ki Lehar Ko Photo Ke Niche Rakhe.
•To Friends Ab Aap Dekh Rehe Hai ki, Photo Ka Background Change Ho Gaya.
Face Smooth Editing
•Upper Me Se Three Nomber Option Par Click Karke, Smudge Option Choose Karen.
•Seven Nomber Brush Ko Select Karke Right Side Uper Me Standard Par Click Karke Smudge Option Select Karen.
•Brush Ki Settings, Size Ko Apne Hisaab Se Set Karen, Flow Size (3%) Strength Size (10%) Rakhe.
• Brush Ko Apne Face Pe Chalayen, And Face Ko Smooth Karen.
• Save Option Par Click Karke Photo Ko Apni Gallery Me Save Karen.
CB Photo Editing Full HD Background Lightroom Me Edit
Lightroom App Me CB Photo Editing
To Friends Ham Jante Hai Ki Lightroom Kya Hai? Lightroom Ak Photo Editing Ka Powerful App Hai. Jiskee Help Se Ham Photo Ko Professional Tarike Se Editing Kar Sakte Hain. Is App Se Photo Editing Kaise Karna Hai. Niche Diye Gaye Points Ko Follow Kijiye.
Photo Ki Light Adjustment
Light Option Par Click Karke, Exposure, Contrast, Highlights, Shadows, And Whites In Sab Ko Apni Photo Me Set Kijiye.
Photo Colour Grading
•Color Option Par Click Karke, Mix Tool Par Click Karen.
•Uske Bad Me Sabhi Colour Ko Mixing Karke, Photo Ka Colour Retouching Karen.
Clarity Increase
Effect Option Par Click Karke, Texture, Dehaze, And Clarity Ko Apni Photo Me Set Kijiye.
Conclusion
To Friends Aapko Yahe CB Photo Editing Full HD Background Download Article/Post Kaisa Laga And Aage Aap Hamari Website Par Kis Type Ka Article/Post Padhna Chahate Hain Comments Me Jarur Batayen.