Hello Friends Welcome To My Website, And Friends Is Post Me Aapko Bataunga Ki Aap Hamare CB Photo Editing Lightroom Presets Download Kaise Kar Sakte Hain, Aur Kaise Use Kar Sakte Hain. Aur Saath Me Kuch Men Wali Editing Bhee Bataunga. Is Presets Ka Use Karke Aap Apni Photo Ko Kaafi Jaberdest & Unique Edit Kar Sakte Hain. And Social Media Par Share Karke Aap Kaafi Sare Like & Following Badha Sakte. To Isiliye Is Post Ko Pura Padhen, And Sabhi Step Ko Follow Karen.
CB Photo Editing Lightroom Presets Download Step 1
Presets Download And Use_ Method
- Sabse Pahle Download Button Par press Karke Presets Ko Download Karen.
- Uske Bad Photo And Presets Ko Lightroom App Me Add Karen.
- Ab Is Presets Ko Lightroom App Me Open Karen.
- Then Right Side Me Uper Three Dot lcon Par press Karke Copy Settings Option Choose Karen.
- Uske Bad Me Photo Ko Lightroom App Me Open Karen.
- Then Three Dot lcon Option Par Click Karke Paste Settings Option Choose Karen.
- Ab Aap Dekh Rehe Hai Ki Presets Aapki Photo Me Apply Ho Gaya, And Photo Kaafi Amazing Edit Ho Gayi.
Men Wali Editing
Light Option Ka Use-
Light Tool Par press Karke Exposure, Contrast, Highlights, Shadows, Whites, And Blacks Is Sab Ko Apni Photo Me Set Kijiye.
Effects Option Ka Use-
Effects Option Par press Karke Texture, Clarity, Dehaze, Vignette, Midpoint, Feather, Roundness In Sab Ko Apni Photo Me Set Karen.
Detail Option Ka Use –
Detail Option Par press Karke Sharpening, Noise Reduction, Color Noise Reduction, Ko Apni Photo Me Set Kijiye.
Color Option Ka Use –
Color Option Par press Karke Tamp, Tint, Vibrance, Seturation, Is Sab Ko Apni Photo Me Set Kijiye.
Optics Option Ka Use –
Optics Option Par press Karke (1)Remove Chormatic Aberration And (2) Enable Lens Corrections In Dono Option Ko On Karen.
CB Photo Editing Lightroom Presets Download Step 2
Snapseed Kya Hai
To Friends Sabse Pahle Ham Jante Hai Snapseed Kya Hai. Snapseed Ak Photo Editing Ka Powerful App Hai Jis 28 Tool Hai Jin Ki Help Se Ham Apni Photo Ko Kai Tarike Se Edit Kar Sakte Hain. Jaise Photo Ka Background Change, Colour Retouching,. Background Blur, Face Smooth, Face White, And Photo Ko HD Quality Me Edit Kar Sakte Hain. To Friends I Hope Ki Aap Pata Chal Gaya Hoga Ki Snapseed Kya Hai.
Snapseed Me Edit
1. Sabse Pahle Photo Ko Snapseed App Me Open Karen.
2.Tonal contrast Option Ka Use
Tonal Contact Option Par press Karke ( High Tones, Medium Tones, Low Tones, Protect Highlights And Protect Shadows In Sab Ko Apni Photo Me Set Karen.
CB Photo Editing Lightroom Presets Download Step 3
Autodesk Sketchbook Kya Hai
Autodesk Sketchbook Ak Sketch Banane Ka And Face Smooth Karne Ka Powerful App Hai, Jis Ki Aap Playstore Se Easily Download Kar Sakte Hain. Is App Ki Help Se Aap Apne Face Ko Kaafi Jaberdest Smooth Kar Sakte Hain.
Face Smooth Editing
Sabse Pahle Gallery Se Photo Ko Autodesk Sketchbook App Me Share Karen.
Photo Open Hone Ke Bad Uper Me Se Three Nomber Option Ko Choose Karen.
Uske Bad Me Smudge Option Me Seven Nomber Brush Ko Select Karke Apne Face Ko Smooth Karen. Brush Sattings ( Flow 4% ) (Strength 11%) (Size Ko Apne Hisaab Se Set Karen)
Read Also_
Urban And Grain Lightroom Presets
Cinematic Jungle Lightroom Presets
Conclusion
To Friends Aap Ko Yahe CB Photo Editing Lightroom Presets Download Article/Post Kaisa Laga And Aage Aap Hamari Website Par Kis Type Ka Article/Post Padhna Chahate Hain Comments Me Jaroor Batayen.