Lightroom Editing Tutorial | Face Smooth Editing

Hey Guys , Welcome To My Website, To Friends Is Article Me Aapko Bataunga ki Kis Tarah Se Aap Lightroom App Ka Use Kar Ke Apni Photo Ko Complete Retouching Kaise Kar Sakte Hain, Jaise, Photo Ki Colour Grading, Light Adjust, Lightroom App Ki Full Jaankari Is Article Me Aapko Dene Walaa Hu, Aur Saath Me Autodesk Sketchbook App Ka Use Kar Ke Apne Face Ko Smooth Kaise Kar Sakte Hain, Aur Kaise Apne Face Se Pimples Ko Hata Sakte Hai, Ye Sab Sikhne Ke Liye Niche Diye Gaye Sabhi Step Ko Follow Karen.

Join Telegram

 

Lightroom App Ka Use

Lightroom Adobe Company Ke Dvaara Develop Kiya Gaya Photo Editing Ka Powerful App Hai, Isko Aap Playstore Se Download Kar Sakte Hain. Is App Se Aap Apni Photo Ko Kaafi Unique & Amazing Edit Kar Sakte Hain. Lightroom Se Photo Editing Kaise Kaire Niche Diye Gaye Sabhi Step Ko Follow Kijiye.

 

1.Color Option Ka Use

•Sabse Pahle Color Wale Option Par Click Karen, Then Uper Me Right Side Me Mix Option Par Click Karen,

•Wahan Par Aapko Eight Color Ke Panel Dekahne Ko Milega Un Sab Color Ke Panel Ko Use Karke Apni Photo Ki Color Retouching Karen, Jaise Background Color Change, Skin Color Change, Face White, Jo Bhi Aap  Change Karna Chahate Hain .

2.Light Option Ka Use

•Light Option Par Click Karen, And Exposure, Contrast, Highlight, Shadows, Whites, Blacks, , In Sab Ko Apni Photo Me Set Kijiye.

3.Effect Option Ka Use

•Effects Option Par Click Karen, Aur Texture, Clarity, Dehaze, Vignette, Midpoint, Feather, Roundness, Highlights, Grain, in Sab Ko Apane Photo Ke Hisaab Se Set Karen.

•Ab Aap Dekh Rehe Hai Ki Photo Kaafi Amazing & Unique Edit Ho Gayi.

4•Detail Option Ka Use

Detail Option Ko Select Karen, Aur Sharpening, Radius, Masking, Noise Reduction, Color Noise Reduction, And  Smoothness in San Ko Photo Me Set Karen.

 

LIGHTROOM DOWNLOAD

 

Autodesk Sketchbook App Ka Use

Friends Subse Pahle Jante Hain Autodesk Sketchbook Kya Hai. Autodesk Sketchbook Ak Photo Editing App Hai, Jis Ki Help Se Ham Photo Ko Kahin Tarike Se Editing Kar Sakte Hain. Jaise Background Erase, Face Smooth, Skin Colour Change, Hairstyles Editing. And Yahe Playstore Par Available Hai Asaani Se Aap Install Kar Sakte Hain.

 

Face Smooth Kaise Karen.

To Friends Aapko Pata Hai Ki  Face Smooth Karna Kaafi Hard Hota Hai, But Maine Aapko Easy Tarike Me Bataya Hain.  Face Smooth Karne Ke Liye Niche Wale Pointo ko Follow Kijiye.

•Sabse Pahle Photo Ko Autodesk Sketchbook App Me Open Karen, And Uper Me Three Nomber Option Par Click Karen.

•Smudge Option Ko Choose Karen

•Smudge Option Ke Seven Nomber Brush Ko Choose Karen.

•Right Side Me Smudge Option Ko Choose Karen.

•Brush Ki Settings, Size Apne Hisaab Se Set Karen, Flow Three%, Strength Ten%

•Then Brush Ko Apne Face Pe Chalayen, Aur Face Ko Smooth Karen.

Autodesk Sketchbook App_ DOWNLOAD

 

Lightroom_PRESETS DOWNLOAD

 

Conclusion

To Friends Aap Ko Yahe Lightroom Editing Tutorial | Face Smooth Editing Article/Post Kaisa Laga And Aage Aap Hamari Website Par Kis Type Ka Article/Post Padhna Chahate Hain Comments Me Jaroor Batayen.

Leave a Comment