Mobile se Professional Photo Editing Kaise Kare?

Hi friends! Aaj ke samay me sabhi log apne social media me kai sare amazing photos upload karte hai. Aur unhe dekhkar aapne bhi kabhi-n-kabhi socha hoga ki agar hamare paas computer nhi hai to ham Mobile se Professional Photo Editing Kaise Kare?

Join Telegram

To main aapko batana chahunga ki aaj ke samay me aise kai sare mobile apps hai jinse aap apne phone par professional image editing kar sakte hai. Agar aap bhi iske bare me janana chahte hai, to yah blog last tak jarur padhe.

Professional Photo Editing Kaise Kare?

Mobile par photo edit karne ke liye aap PicsArt, Adobe Lightroom ya Snapseed apps ka use kar sakte hai. Inki madad se aap apne photo me colour correction, blur, text and graphics add karna, ye sare kaam kar sakte hai.

Ye jo mobile photo editing apps hain, aapko Google play store par easily mil jayenge. iPhone ho ya Android, Phone par Photo Editing Karne ka Tarika kaphi simple hai.

Adobe Lightroom App se Photo Editing Kaise Karte Hai?

  • Sabse pahle Google Play Store se Lightroom App Install kijiye.
  • App open karne ke baad jis bhi photo ko aap edit karna chahte hai, usko open kijiye.
  • Ab aapke saamne kai sare editing ke options aa jayenge, app ke bottom side me.
  • Jo bhi aapko change karna hai, edit karna hai waha se kar sakte hain.

Snapseed se Professional Photo Edit Karne ka Tarika

  • Sabse pahle Google Play Store se Snapseed App Install kijiye.
  • App open karne ke baad jis bhi photo ko aap edit karna chahte hai, usko open kijiye.
  • Ab aapke saamne kai sare editing ke options aa jayenge, app ke bottom side me.
  • Jo bhi aapko change karna hai, edit karna hai waha se kar sakte hain.

Mobile par PicsArt se Image Editing

  • Sabse pahle Google Play Store se PicsArt App Install kijiye.
  • App open karne ke baad jis bhi photo ko aap edit karna chahte hai, usko open kijiye.
  • Ab aapke saamne kai sare editing ke options aa jayenge, app ke bottom side me.
  • Jo bhi aapko change karna hai, edit karna hai waha se kar sakte hain.

Conclusion: 

To ye sab apps hai, jinki madad se aap apne phone par apne photos ko professionally edit kar sakte hain. Lightroom, Snapseed, PicsArt, sabhi apps ke apne-apne pros and cons hai, aur sabhi se alag-alag tarike ka editing kar sakte hai.

I hope, aapko yah blog achchha laga hoga. Iske baare me agar aapka koi question/doubt ho, aap comment section me jarur bataaen. Thanks!

Leave a Comment